Showing posts with label other poetry. Show all posts
Friday, 16 August 2019
Mera Naam Badal Dyna Tanhai Poetry Ek Lafz Muhabbat Sad Urdu Poetry
Mera Naam Badal Dyna ..
ik lafz muhabbat hai usy kar k dekho tum ..
barbad na ho jao to mera naam badal dyna ..
ik lafz mukadar hai us sy lark dekho tum ..
har na jao to mera naam badal dyna ..
ik lafz wafa hai jo duniyan main nahi milti ..
kahien sy gar mil jaye to mera naam badal dyna ..
ik lafz anso hai usy dil main chupa kar dekho tum..
ankhoun sy na beh jaye to mera badal dyna ..
ik lafz judai hai usy seh kr dekho tum ..
tout k na bikhar jao to mera naam badal dyna ..
Wednesday, 14 August 2019
Ek laafz-e-Mohabbat ka Urdu Shayari In Urdu Aag ka darya hai aur Doob ke jana hai
Ek laafz-e-Mohabba.t kaa Urdu Shayari In Urdu aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hain :
aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hain is most famous dialoge in all over the world.One of the best poetry of jiggir.Jiggir wrote the most famous ghazal ek aag ka darya hai aur doop ke jana hai.This dialogue is a one of the most famous dialogue.Ek laafz-e-Mohabba.t kaa adnaa yee fasanaa hain
Simty too dil-e-ashiq phaily to zamanaa hain
yee kis ka tasavwur hai ye kis ka fasanaa hain
jo ashk hai ankhoon mein tasbish kaa daanaa hain
Hum Ishq kee maroon kaa itnaa hii fasanaa hain
roney ko nahin koy hansney koo zamanaa hain
Joo unn pe guzartii hai kis ne usey jaanaa hain
apnii hii musebat hai apnaa hii fasanaa hain
kyaa husaan nee samjhaa hain kyaa ishq ne jaanaa hai
ham ḳhaak-nashiinon kii Thokar meen zamanaa hain
yaa vo the ḳhafaa ham se yaa ham haiin ḳhafaa un sey
kall un kaa zamanaa thaa aaj apnaa zamanaa hain
yee Ishq nahen aasan itnaa hii samajh lijey
Ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hain
yee husan-o-jamaal un kaa ye ishq-o-shabaab apnaa
jiny kii tamanaaa hain marne kaa zamanaa hain
aansooo to bahut se hain ankhoon meein '"Jigar'" lekin
bandh jaaey so motii hai rah jaaey so danaa hain
(Jiggir)
Tuesday, 13 August 2019
Acha Mola Teri Marzi Noshi Gilani Poetry Noshi Tanhai Poetry
Acha Mola Teri Marzi Noshi Gilani Poetry Noshi Tanhai Poetry
Hijjr--kii shab---mein qaeid---kary yaa subha-e-visaal mein rakhey,,
Achaa molaa teri---marzii to----jiss haal---mein----rakhey,,,
Kheel ye---kesaa khel----rahi----hai dill----see teri----muhabbat,,,
ekk pal ki---sarshare dee---aur dinoon----malal mein---rakhey,,,,
Mein----ne sarii khushboyen---Aanchal see---bandh ke---rakhin,,,,
Shahyed inkaa----zikkr tu----apny kisi----saawal mein----rakhey,,,
Kiss----se tery----aney kii----sargoshii koo----suntey hii,,,,
Mein--ne kitney----phool chuney----aur apni----shaal mein rakhey,,,

Mushkel ban---ker toot----parri hai----dill par----yee tanhai,,,
Abb janey----yee kab----takk iss--ko apney jaal---mein----rakhey,,.
Noshi Gilani Poetry
Tahzeeb Hafi New Poetry Gali Se Koi Bhi Guzre Tahzeeb Hafi PoetryTanhai Poetry
Tahzeeb Hafi New Poetry Gali Se Koi Bhi Guzre Tahzeeb Hafi PoetryTanhai Poetry
Parai----Aag---pee----RoTi-----Nahii----banaunga
Mein----bheeg---jaunga----chatrii----Nahii-------banaunga
Fareeb---dee-----kee------teraa----jism----jeet---loon---Laken
Mein--- peed----kaat----kee----kashti----Nahii----banaunga
Gali see koi----bhi----guzree—too---chonk----Uthta----hooon
Naye----Maakan mein----Khidkii----Nahii----banaunga
Mein--- dushmano---see----Aagar jang----jeet bhii-----jaun
Too unkii---Aurteen----qaidii-----Nahii----banaunga
Tumhen-----pataa too----chaley bee-zubaan cheez----kaa-dukh
Mein--- abb-----charaagh kii loo----hii---Nahii----banaunga
Mein--- ek film banaunga apney-----sarvat---per
Aur iss mein rail kii patria----Nahii----banaunga
Monday, 12 August 2019
tune dekha hai kabhi ek nazar shaam ke baad Farhat Abbass Shah Poetry Tanhai Poetry
tune dekha hai kabhi ek nazar shaam ke baad Farhat Abbass Shah Poetry Tanhai Poetry
Tuney dekhaa hai---kabhii ek---nazzar sham---kee----baad,,
Kitney chup--chap say lagte--hain shajjar sham---kee----baad,,
Itney chup----chap key rastey bhii rahyen laa-ilam,,
Chor--jayen gey kisi—rooz----nagar sham---kee----baad,,

Mein---ney ayese hii---gunah teri---judaee mein---kiyee,,
Jaisey---toofan mein----koi chor----de--ghaar sham---kee----baad,,,
Sham---sey pahle woh mast---apnii uranon---mein----raha,,,
Jiss key hathoon--mein they----tootey hoyee paar shaam key baad,,
, Raat------beeti too----geney A-abley aur phir sochaa,,,
Kon-----thaa baayes-e-Aaghaaz-e-safar shaam---kee----baad,
To----hai soraj tujhe-----maloom------kahaan raat kaa dukh,,,,,
Too-----kesi rooz mery-----ghar mein uttar shaam---kee----baad,
Lout----ayee---naa kesi-----rooz woo Aawara mezaaj,,,,,
Khool rakhtey------hain isei-----Aas pee dar shaam---kee----baad.

Sunday, 11 August 2019
Munir Niazi Shayari In Urdu Khayal Jis ka tha mujhe Munir Niazi Poetry
Khayal jis ka tha mujhe is famous ghazal
of Munir Niazi.This urdu shayari is fulfill of breakup love.
3span style="line-height: 115%;">
Kayal Jis ka
tha mujhe Khayal mein miila mujhe
Swal ka jawaab bhi sawal meiin miila
mujhe
Gyaa
tu iss tarhaa gyaa keh mudadtoo nhii miila
Miila joo phiir tu yuun kee maalal mein
miila mujhe
Taamam ellm zisat ka guzistagan see hii
huaa
Ammal guzista door ka missal mein miila
mujhe
Hiir ek sahkt waqt kee baad aur waqt
haii
Nisaan kaamal e fikar ka zaawal mein
miila mujhe
Nihaal sabaz rang meein jaamaal jis kaa
hai Munir,,,,
Ksii qadeem kwab kee muhaal mein miila
mujhe
\\
(Munir
Niazi)
About Munir Niazi :
Munir Niazi is one of the great poet in
Urdu and Punjabi language. Munir Niazi is a legend poet of Pakistan. He migrated British India to Sahiwal Pakistan.Munir Niazi
wrote many Urdu and Punjabi poetry (Shayari) that’s are famous in all Urdu and
Punjabi World.His Lover in all over the world maximam in India,Pakistan.In last
some days Munir Niazi Health is not good due to illness.
Friday, 9 August 2019
Mohsin Naqvi Sad Poetry || Lihkta Rahta Hoon || Sad Poetry In Urdu Tanha...
Chray Parta Ankhy Lihkta Rahta Hoon
Mein Bhi Kai Baatien Lihkta Rahta Hoon
Sary Jism Darkhtoon Jasy Lagte Hain
Aur Bahoon ko Shakhey Lihta Rahta Hoon
Mujhko Khat Lihkne Ke Taweer Bhool gye
Hatri Tirshi Satray Lihta Rahta Hoon
Tere Hijar aur mujhe kiya kerna Hai
Tere naam kitabey lihkta rahta hoon
Teri zulaf ke sayee diyan mein rahte hain
Mein Subhoo ke shame lihta rahta hoon
Apne piyar ki phool mahkti rahoo mein
Loogo ki diwaree lihta rahta hoon
Tujhse mil ker sary dukh dhuraoo ga
hijar ki sari batien lihta rahta hoon
shokhey phool kitaby zakhim judaii ke
teri sab sugate lihta rahta hoon
iss ki bhegi palkhy hansti rahti hai
Mohsin jab tak ghazaly lihta rahta hoon
Mein Bhi Kai Baatien Lihkta Rahta Hoon
Aur Bahoon ko Shakhey Lihta Rahta Hoon
Mujhko Khat Lihkne Ke Taweer Bhool gye
Hatri Tirshi Satray Lihta Rahta Hoon
Tere Hijar aur mujhe kiya kerna Hai
Tere naam kitabey lihkta rahta hoon
Teri zulaf ke sayee diyan mein rahte hain
Mein Subhoo ke shame lihta rahta hoon
Apne piyar ki phool mahkti rahoo mein
Loogo ki diwaree lihta rahta hoon
Tujhse mil ker sary dukh dhuraoo ga
hijar ki sari batien lihta rahta hoon
shokhey phool kitaby zakhim judaii ke
teri sab sugate lihta rahta hoon
iss ki bhegi palkhy hansti rahti hai
Mohsin jab tak ghazaly lihta rahta hoon
Subscribe to:
Posts
(
Atom
)





















































