Sunday, 11 August 2019
Bhale Dino Ki Baat Hai Faraz Ahmad Faraz Urdu Poetry Faraz Ahmad Faraz Shayari
Bhalye Diino
kii baat hai-------Bhalii si ek sakl thi
Na yeh ke
husan-e-taam ho-------Na dehkny mein aam si
Na yeh key
woo chaly to khakishah si rahguzar lage
Mager woo
sath hoo to phiir-----bhala bhala safar lagee
Koi Bhii
Root Hoo Us Kii--------Chabb Fizaa Kaa
Rang-O-Roo_p Thii
Woo
Garmiyoon Kii Chaonn Thi----Woo Sardiyon Ki Dhoop Thii
Naa
Muddatooon Judaa Rahey------Naa Saat
Sub-O-Shaam Hoo
Naa
Rishtaa-E-Wafaa Pee Zidd----Naa Yeh Kee Izn-E-Aamm Hoo
Naa Aysi
Khush Libasiyaan-------ke Sadgii Gilaa Karey
Naa Itni Be
Takallufiii---------Key Aainaa Hayaa Karey
Naa
Ikhtiilaat Main Woo Rum-----Ki Bad Mazaa Ho Khwahisheen
Naa Iss
Qadar Supurdgii---------Key Zachh Kareiny Nawaziishen
Naa Ashiqiii
Janoon Kii---------Key Zindaagi Azaab Hoo
Naa Iss
Qaadar Kaathor Pan------Key Dosti Kharab Ho
Kabhii To
Baat Bhii Khafii------Kabhii Sakoot Bhii Sukhaan
Kabhi To
Kasht-E-zaF;raan-------Kabhii Udasioon Kaa
Baan
Sunaa Hai Ek
Umeer Hai Muamilaat-E-Dil Kii Bhii
Visaal-E-Jaanfizaa
To Kya-------Firaaq-E-Jangosal Kii Bhi
Soo Ek Roooz
Kyaa Huaa----------Wafaa Pee Bahass Chidh Geyy
Meinn Iishq
Koo Aamar Kahoon----Woo Marii Zidd See Chidd Gayii
Meinn Ishq Kaa
Aaseer Thaa------Woo Iishq Koo Qafaas Kahy
Kee Umerr Bhaar
Key Saath koo---Woo Bad, Taraz Hawas Kahy
Shajhar Hijjr
Nahii Kii Huum---Hameshaa Paa Baa Gul-Rahy
Na Dooor Hai
Kee Rasiyaan-------Galey Meiin Mustqil Rahein
Muhabatoon
Kii Vusataiin-------Hamary Dast-O-Pa Meiin Hain
Buss ik Daar
Sae—Nisbatein------Saagaan-E-Baawafa Mein Hai
Mein Koii
Painteng Nahi---------Ke iik Farame Meiin Rahon
Wohii Jo
Mann Ka Meeet Ho-------Usi Kee Parem Meiin Raahoon
Tumharii Sooch
Joo Bhii Hoo-----Meiin Iss Mizaaaj Kii Nahi
Mujhee Wafaa
See Baair Haii-----Yee baat Aj Kii nahii
Naa Uskoo
Muj--Pe Maan Tha------Na Mujh ko--Us Pe--Zum Hii
Joo Ahad-Hi
Koi Na Hoo----------Toh Kya Gham-E-Sakistagi
Soo Apnaa
Apnaa Rastaa----------Hansii Khushii Baddal Diaa
Woo Apnii
Raah Chal Paddi-------Meiin Apnii Raah Chal Diaa
Bhalii Sii
iik Shakal--Thii-----Bhalii Se Uskii Dostii
Abb Us--Ki
Yaad Raat Din -------Naahi, Magar ‘Kabhi----Kabhi’
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment