Monday, 12 August 2019
tune dekha hai kabhi ek nazar shaam ke baad Farhat Abbass Shah Poetry Tanhai Poetry
tune dekha hai kabhi ek nazar shaam ke baad Farhat Abbass Shah Poetry Tanhai Poetry
Tuney dekhaa hai---kabhii ek---nazzar sham---kee----baad,,
Kitney chup--chap say lagte--hain shajjar sham---kee----baad,,
Itney chup----chap key rastey bhii rahyen laa-ilam,,
Chor--jayen gey kisi—rooz----nagar sham---kee----baad,,
Mein---ney ayese hii---gunah teri---judaee mein---kiyee,,
Jaisey---toofan mein----koi chor----de--ghaar sham---kee----baad,,,
Sham---sey pahle woh mast---apnii uranon---mein----raha,,,
Jiss key hathoon--mein they----tootey hoyee paar shaam key baad,,
, Raat------beeti too----geney A-abley aur phir sochaa,,,
Kon-----thaa baayes-e-Aaghaaz-e-safar shaam---kee----baad,
To----hai soraj tujhe-----maloom------kahaan raat kaa dukh,,,,,
Too-----kesi rooz mery-----ghar mein uttar shaam---kee----baad,
Lout----ayee---naa kesi-----rooz woo Aawara mezaaj,,,,,
Khool rakhtey------hain isei-----Aas pee dar shaam---kee----baad.
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment