Wednesday, 14 August 2019

Ek laafz-e-Mohabbat ka Urdu Shayari In Urdu Aag ka darya hai aur Doob ke jana hai

No comments :

Ek laafz-e-Mohabba.t kaa Urdu Shayari In Urdu aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hain :

ek Aag ka dariya hai aur Doob ke jana hai

aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hain is most famous dialoge in all over the world.One of the best poetry of jiggir.Jiggir wrote the most famous ghazal ek aag ka darya hai aur doop ke jana hai.This dialogue is a one of the most famous dialogue.







Ek laafz-e-Mohabba.t kaa adnaa yee fasanaa hain
Simty too dil-e-ashiq phaily to zamanaa hain
ek Aag ka dariya hai aur Doob ke jana hai


yee kis ka tasavwur hai ye kis ka fasanaa hain
jo ashk hai ankhoon mein tasbish kaa daanaa hain
ek Aag ka dariya hai aur Doob ke jana hai











Hum Ishq kee maroon kaa itnaa hii fasanaa hain
roney ko nahin koy hansney koo zamanaa hain
ek Aag ka dariya hai aur Doob ke jana hai











Joo unn pe guzartii hai kis ne usey jaanaa hain
apnii hii musebat hai apnaa hii fasanaa hain
ek Aag ka dariya hai aur Doob ke jana hai











kyaa husaan nee samjhaa hain kyaa ishq ne jaanaa hai
ham ḳhaak-nashiinon kii Thokar meen zamanaa hain
ek Aag ka dariya hai aur Doob ke jana hai











yaa vo the ḳhafaa ham se yaa ham haiin ḳhafaa un sey
kall un kaa zamanaa thaa aaj apnaa zamanaa hain
ek Aag ka dariya hai aur Doob ke jana hai











yee Ishq nahen aasan itnaa hii samajh lijey
Ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hain
ek Aag ka dariya hai aur Doob ke jana hai











yee husan-o-jamaal un kaa ye ishq-o-shabaab apnaa
jiny kii tamanaaa hain marne kaa zamanaa hain
ek Aag ka dariya hai aur Doob ke jana hai











aansooo to bahut se hain ankhoon meein '"Jigar'" lekin
bandh jaaey so motii hai rah jaaey so danaa hain
ek Aag ka dariya hai aur Doob ke jana hai











(Jiggir)

No comments :

Post a Comment